Onlinestore Par Internet Shopping Karte Samay Par Bill Pay Karne Ke Liye Use Ki Jane Wali [10] Secure Payment Methods Ke Bare Me Jankari.

Online Store par alag alag Paying Methods ka use karke Payment system process puri ki ja sakti he. Kisi bhi product ka bill kis taraha se pay karna he is bare me chunaw karne ka pura haq customer ka hi hota he.
Customer chahe to product buy karne ki process me Online Payment System ka use karke bill pay kar sakta he. Ya fir product receive hone ke bad offline cash ke roop me bill pay kar sakta he.
Offline cash Payment ke roop me bill pay karne ke liye sirf Cash On Delivery (Cod) jaisa ek hi option available hota he.
Alag alag Online Store alag alag Paying Methods ka use karte he. Unme kuch methods aise hote he jo ek secure tarke se Payment process puri karte he. Aise sabhi method ko Secure Payment Methods kaha jata he.
Par kuch method aise bhi hote he jo behetar security nahi de sakte he. Aur aise Paying Methods ka use karne se customer ke Account me moujud balance chori hone ka khatra hota he. Isiliye Online Shopping me hamesha hi Secure Payment Methods ka use kiya jana jaruri hota he.
Aisi system me money cash roop me na hokar digital roop me moujud hoti he. Aur Bank Account se ya fir kisi bhi digital wallet se transaction digital roop me hi kiya jata he.
Online Payment System me cash ka transaction nahi kiya jata he. Balki us jankari ka transaction kiya jata he. Jiski madat se Account balance ka transaction hota he. Aur Shopping process puri ki jati he. Jaise Bank card number, ya fir Account id.
Internet Shopping me Online Payment System ke roop me bill pay karne ke liye ek se jyada Paying Methods availble hote he. Kuch method ek Secure Payment Methods hote he jaise Credit Card, ya fir Pay Pal . Par bahot sare to Unsecure Payment Methods hi hote he jaise bitcoin.
Internet Shopping me hamesha hi ek secure Online Payment System ka use karna chahiye. Aur ek unsecure Online Payment System ke use se bachana hi ek sahi decision hota he.
Ek Secure Payment Methods wo hoti he jiska use karke kiya gaya Payment security ke sath hota he. Aur sath hi aise method me customer ki aur se jo bhi jankari di jati he. Wo jankari puri taraha se surakshit hoti he. Aur customer ke alaw koi bhi us jankari ko pakad nahi sakta he.
Offline me product delivery hone par jub cash pay ki jati he wo ek Secure Payment Methods hi hoti he. Is method par customer sabse jyada trust karte he. Que ki product customer ke pass pohochne ke bad money pay karna padta he.
Online Payment System me customer se jankari lekar Payment pura hota he. Aur ye jankari agar chori ho jati he. Tub customer ka Bank Account money bhi chori hone ka khatra hota he.
Isiliye hamesha Online Payment ek Secure Payment Methods ke use se hi pura karna jaruri hota he. Aise transaction ka proof bhi customer ke pass hota he. Aur product na milne par ya galat milne par pay kiya gaya amount bhi asani se wapas liya ja sakta he.
Secure Payment Methods kiye gaye Payment ka proof bhi deta he. Aur ho gaye fraud ki complaint krane ka tarika bhi deta he.
Ek Unsecure Website par jub customer ke dwara Online Payment kiya jata he. Tub fraud hone ka khatra jyada hota he. Isiliye hamesha hi ek Secure Website par hi Payment process puri karni chahiye.
Secure Payment Methods ka use Secure Website par karne se dhoka hone se customer puri taraha bach sakte he.
Ek Secure Website ki pahchan kuch khas baaton ki adhar par ki ja sakti he.
Sath hi website URL ke aage ya fir botom side me “Secure” aur “Verified” aise word bhi likhe hote he.
Online Payment usi site par karna behetar hota he jo shop Https ya fir SSL Green security ko support karti he. Is security system ki wajaha se customer ka data kabhi bhi hack nahi kiya ja sakta he. Aur hamesha surakshit rahta he.
Par aisa nahi hone par kisi bhi hacker ke dwara asani se customer ka data churaya ja sakta he. Aise website par Payment karne se hamesha bachana jaruri hota he.
Jub bhi site ko kisi browser me open kiya jata he. Tub address bar me URL ke aage ek green color me Padlock symbol moujue hota he. Aise site par Payment kiya ja sakta he.
Privacy Policy page customer ko ye batata he. Ke site par bhari jane wali jankari ko kisi matra me security mil sakti he. Sath hi wo data kaha par aur kis taraha se use kiya jane wala he.
Mobile number agar ON condition me hota he. Aur call karne par jaldi responce de sakta he. Aise site par trust kiya ja sakta he.
Sath hi Email Address kisi bhi aur email service provider (jaise gmail ya yahoo) ka nahi hona chahiya. Aur sirf company ke khud ke naam ka hi hone se secure site ki pahchan hoti he.
Company ka full Address saf saf likha bhi hota he. Us address par jakar shop ki jankari lene ki jarurat nahi hoti. Par google jaise serach engine me address dalkar bhi search kiya ja sakta he.
Product ke aage dikhayi dena wale buy now button par click karne ke bad Paying Method ka chunaw kiya jata he. Aur samne dikhane wale option me se kisi bhi ek Method ka chunaw kiya ja sakta he. Customer ne yaha par hamesha ek Secure Payment Methods ka chunaw hi karna sahi hota he.
Method ka chunaw karne ke bad us method se judi jankari ko aagle page par bharna hota he. Aur akhir me pay ki button par click karke Payment ki puri process complete ho jati he.
Kuch kuch Paying Methods aise bhi hote he jinke sath kisi dusre method ka use bhi kiya ja sakta he. Jaise Shopping credit Account me moujud balance pure bill ke liye kum pad jata he. Tub credit ya Debit Card se baki ke bill ka bhugtan kiya ja sakta he.
Ek Paying Methods ke sath dusri method ko jodne ki process bhi ek jaisi hi hoti he. Pahale choose ki gayi method jitna bill pay kar deti he. Baki bacha bill automatically dusri method catch kar leti he. Aur pura bill customer asani se pay kar sakta he.
Customer Online shop par Debit Card ki madat se Payment kar sakta he. Ye ek Secure Payment Methods hoti he par isse bhi jyada secure Credit Card se kiya gaya Payment hota he.
Debit Card customer ke Bank Account se direct juda hua hota he. Aur isi wajaha se jub customer Debit Card se Payment karta he. Tub Bank Account se purchase amount usi samay par deduct ho jata he.
Payment process Debit Card se karte samay par card number, card expiration date, aur security Code ki jankari bhari jati he.
Debit / Credit Card type aur number card ke uper hi jyada tar front side me moujud hota he. Aur sath hi expiration date bhi wahi par likhi hoti he.
Par CCD/CVV/CVC2 jaise similar security Code jyada tar back side me moujud hote he. Par kisi kisi card me front side me bhi ho sakte he.
Kuch card aise bhi hote he jinme security Code nahi hota he. Aise card ka chunaw Shopping ke samay par karne par security Code bharne ki jarurat nahi hoti he.
Card ki puri detail information bharne ke bad Shopping site us information ko site par save karne ka bhi option deti he. Jis wajaha se aage ki Shopping karne ke liye yahi information dubara bharne se bacha ja sakta he.
Ek Secure Payment Methods ke roop me Credit Card kisi bhi Debit Card ke mukable me jyada behetar hota he.
Bank Credit Card se kharide gaye product ka amount usi samay par customer ke Bank Account se deduct nahi hota he. Balki customer ko jub Credit Card ka bill pay karna tub wo amount customer bhar sakte he.
Debit / Credit Card se kiye jane wale payment process tubhi puri hoti he. Jub ek 3D secure password generate karke enter kiya jata he. ye ek payment security ke roop me kam karta he.
Credit Card se Payment karte samay par billing address ka dalna bhi jaruri hota he. Billing Address wo hota he jo Credit Card banate samay par diya jata he. Aur isi address par Credit Card ki Bank Statement bhi receive ki jati he.
Online Shopping me jub Bank Account se direct kisi product ka bill pay kiya jata he. Tub Bank Account aur Bank card se judi sabhi detail ko har bar bharna jaruri hota he.
Online Store Bank detail ko store karke bhi rakh sakta he. Par ye security ke liye khatra ban sakta he. Aur sath hi Bank Account se Shopping me kuch jyada samay bhi lagta he.
Pay Pal Account me jub ek bar money store ki jati he. Tub Paypal se Shopping me bill pay karte samay par Bank Account se judi kisi bhi detail ko bharne ki jarurat nahi hoti he.
Balki sirf Pay Pal Account me login karne se hi Shopping me bill ka Payment ho jata he. Isiliye Netbanking ke mukable me Paypal se fast speed me Payment kiya ja sakta he.
Netbanking me Bank ke website par ya Application par customer ke dwara Bank Account me login kiya jata he. Aur Shopping karte samay par jaruri detail ko bharkar kisi product ka bill pay kiya ja sakta he.
Netbanking process me sirf customer ke Bank Account ka login id aur password ki jarurat customer ko hoti he. Aur sath hi Bank me register mobile number ki bhi jarurat hoti he.
Login id aur password ki madat se Bank ki website par customer sign in kar sakta he. Aur register mobile number ki madat se Account sign in aur transaction ki process ko verify karke pura kiya ja sakta he.
Customer jub bhi Online Shopping me kisi product ka bill pay karne ke liye Netbanking option ka chunaw karte he. Tub customer direct Bank ki website par pohoch jata he. Aur sign in form web page open ho jata he.
Yaha par customer ke dwara login karne par deduct hone wale amount ke bare me customer ko bataya jata he. Aur customer jankari check karke Payment process ko pura kar sakte he.
Jub customer UPI Apps par register karte he tub customer ko ek UPI ID mil jata he. Isi UPI ID ka use Onlinestore par Payment karne ke liye kiya jata he.
Customer mobile Shopping App, mobile browser and desktop browser jaise sabhi Onlineshop par UPI ID se Payment kar sakte he. Par is transactions ki limit pahale se hi set hoti he. Aur usi limit tak ka hi bill pay kiya ja sakta he.
UPI Apps ek Application Wallet ke roop me hote he. Jaha par Bank Account me moujud money ko Online transation ke jariye jama kiya ja sakta he. Aur fir isi money ka use Shopping me kisi product ka bill pay karne ke liye kiya jata he.
Customer jub bhi UPI Payment Method ka chunaw karte he. Tub customer se Onlinestore UPI ID mangta he. Aur jaise hi UPI ID customer ke dwara enter ki jati he Payment process UPI Application par chali jati he.
Yaha par deduct hone wale amount ko verify karke customer ke dwara Payment process ko complete kiya jata he. Aur end me transaction pura hua he ya nahi isko verify kiya jata he.
App wallet se pay kiye gaye billing amount Bank Account se deduct na hokar sirf us wallet ka Account balance hi deduct hota he. Aur Bank Account ke money ko surakshit rakhane me kaphi madat mil sakti he.
Application Wallet se sabhi transaction asani se pure kiye ja sakte he. Aur yaha se Shopping ka bill pay karne ke liye sirf login id dalne ki jarurat hoti he.
Airtel company ke dwara customer ko ek Application Wallet ke roop me ek Airtel Money Application download karne ke liye diya jata he. Is App me customer Bank Account se kisi bhi Secure Payment Methods ya unsecure tarike se balance jama kar sakte he.
Airtel Money Application me moujud balance ka use Shopping ke samay par kiya ja sakta he. Aur badi hi asani se aur fast speed se Shopping ka bill pay kiya ja sakta he.
Isi digital wallet ko Online Shopping Checking Account kaha jata he. Is Account ki madat se bhi customer pay kar sakta he.
Baki Paying Method ke mukable me ye method fast speed se kam karti he. Aur Payment kum samay me karne ke sath hi refund bhi kum samay me le sakta he.
Internet Shopping me Online Shopping Checking Account method ek Secure Payment Methods ke roop me hoti he. Aur is method se pay kiya gaya bill ke sath kabhi bhi fraud nahi hota he.
Alag alag Online Store ka khud ka personal Checking Account hota he. Aur kisi ek Onlinestore ke Account me moujud balance se kisi dusre Online shop par Payment nahi kiya ja sakta he. Sath hi refund bhi nahi liya ja sakta he.
Is method me customer agar pura Payment nahi kar sakte he tub isike sath dusre aur Paying Method ka use karke baki bacha Payment kiya ja sakta he.
EMI facility sabhi Bank ke credit cart par mil jati he. Aur kuch Debit Card bhi support karte he. Sath hi Bajaj Fineserv jaise ek Loan cards bhi support karte he. Aur Online Shopping Checking Account ki madat se bhi EMI sevice ka labh uthaya ja sakta he.
Customer EMI facility ka use tabhi kar sakte he. Jub koi product us facility ko support karta he. Product description me EMI available is taraha logo moujud hone par hi us product ko EMI facility se kharida ja sakta he.
Aur sath hi alag alag Bank ki EMI facility ko support karne ki bhi alag alag shart hoti he. Kuch Bank minimum 3000 tak ke bill ko EMI se pay kar sakte he. Aur kuch Bank min 10000 ka bill support kar sakte he.
Isiliye procut ki price aur Bank ki limit ke adhar par hi product kharidte samay par EMI facility ka chunaw jaruri hota he.
End me register mobile number par ek OTP pin receive hota he. Jiska use karke transation confirm ho jata he. Payment confirm ke liye OTP enter karna padta he.
Sath hi terms and conditions ke check box par click karna bhi jaruri hota he.
Jub customer chahta he ke Payment wo tubhi de jub product ko receive karta he. Tub aisa bhi Online Shopping me possible ho sakta he.
Cash On Delivery (COD) jaise Secure Payment Methods ki madat se customer product milne par hi pay karta he. Par is condition me sirf cash Payment hi kiya ja sakta he.
Customer jub Cash On Delivery (COD) Payment Method ka chunaw bill Payment ke liye karte he. Tub bill Payment sirf cash ke roop me hi ho sakta he. Aur kisi bhi Online Payment Method ka use nahi kiya ja sakta he.
Par ji product ka bill Cash On Delivery (COD) method se pay kiya gaya hota he. Aise product ka refund cash ke roop me nahi liya ja sakta he. Aur sirf Online transaction ki madat se hi sifr Account me liya ja sakta he.
Online shop par jub bhi customer kisi product ke bill pay karne ke liye is method ka chunaw karte he. Tub customer ko Payment se judi kisi bhi information ko bharne ki jarurat nahi hoti he.
Bus shipping address bhar dene se hi Online purchase process puri ho jati he. Aur product ki shipping method shuru ho jati he. Jo product delivery hone tak shuru hi rahti he.
Jaruri hota he ke screen par dikhayi dene wali receipt ka ek screen shot nikal kar product milne tak sambhal kar rakha jaye. Taki product delivery me pareshani ane par product billing amount refund lene ke liye receipt ki jarurat hoti he.
Payment receipt agar sambhalkar rakhi jati he. Tub ek Secure Payment Methods ke use se kiye gaye Payment ki security aur jyada badh jati he.
Online Store ka kisi bhi area me product ko deliver karne ki ek samay limit hoti he.customer ke dwara product order karne ke bad Onlinestore ya fir curiour company ki jimmedari hoti he. Ke customer ko product sahi samay par aur sahi condition me mile.
Product kisi bhi Secure Payment Methods se kharida gaya ho ya nahi par kisi bhi aur karan se product delivery me kuch pareshani aasakti he. Jisse product customer ko deliver nahi hota he.
Aisa condition me Helpline Number par customer sampark kar sakte he. Aur billing amount wapas le sakte he ya fir usi bill par dusra product bhi order kar sakte he.
Track Code product delivery ke start time se lekar end time tak product ki identity ke roop me kam karta he. Aur Track Code se hi delivery status ke bare me puri jankari pata chalti rahti he.
Delivery status se ye pata kiya ja sakta he ke current samay par product kaha tak aa pahucha he. Aur isise ye andaja bhi lagaya ja sakta he ke product ko customer ke paas pohochane me aur kitna samay lag sakta he.
Jyada tar Onlinestore 48 Ghanthe ke Bhitar product deliver kar dete he. Product ka bill pay karne ke liye Secure Payment Methods ka use kiya he. Ya fir unsecure method ka use kiya gaya ho sabhi product par Track Code mil hi jata he.
Sath hi jub bhi delivery hoti he customer se ek ID proof bhi manga jata he. Bina ID proof dikhaye customer product ko hasil nahi kar sakta he.
Online shop par buy kiya gaya item customer ke pass deliver hone me kuch samay lagta he. Aur is bich me order ko cancel karne ka haq bhi customer ke pass hota he.
Kisi bhi Online Store par kisi bhi product ko jub customer order karta he. Tub Shopping Account ke my order section me wo product add ho jata he.
Isi my order section me jakar customer order kiya gaya product cancel kar sakta he. Aur deliver hone se rok sakta he. Isiliye order process puri hone ke bad ek bar fir se kiye gaye order ko jach lena jaruri hota he.
Kabhi kabhi jaldbazi me ya kisi confusion ki wajaha se customer galat item order kar deta he. Aisi condition me purane order ko cancel karke ek sahi item ka chunaw customer asani se kar sakta he. Aur naya item bhi tabhi order kar sakta he.
Sabhi step complete hone ke bad customer refund lene ki process ke bare me pucha jata he. Aur customer refund kis taraha se le sakta he. Iska chunaw kar sakta he.
Aur jis bhi product ka Order Cancel kiya jata he. Wo your order section me Cancelled Orders section me dikhayi dene lag jata he.
Agar customer Order Cancel nahi kar sakte he tub aisi sthiti me product deliver hone ke bad bhi return kiya ja sakta he. Aur billing amount bhi wapas liya ja sakta he.
Internet Shopping Me Onlinestore Par Bill Pay Karte Samay Par Use Ki Jane Wali [10] Secure Payment Methods Ke Bare Me Jankari Reader Ko Mil Chuki He. Aur Is Jankari Ke Bare Me Reader Comment Box Me Apni Ray De Sakte He.
Sath Hi Online Shopping Se Judi Aur Kaisi Jankari Reader Oshop Hindi Guide (OHG) Par Padhna Chahte Iska Sujhaw Bhi Reader Comment Kar Sakte He. Reader Ke Dwara Comment Kiye Gaye Sujhawo Ka OHG Blog Ko Hamesha Intezaar Rahta He.
Secure Payment Methods |
- Paying Methods In Hindi
- Secure Payment Methods In Hindi
- Secure Website For Payment In Hindi
- Online Payment Set Up In Hindi
- Secure Payment Methods List In Hindi
- Payment Process Puri Hone Ke Bad Kya Kare ?
Secure Payment Methods |
Payment Process Flow For Debit Card
Credit Card Payment Process Flow
Paypal Payment Process Flow
Netbanking Payment Process Flow
UPI Apps Payment Process Flow
Flow Of Application Wallet Payment Process
Payment Process Flow for Airtel Money
Payment Process Flow of Online Shopping Checking Account
EMI Payment Process Flow
COD Payment Process Flow
What Is Paying Methods On Ecommerce Website In Hindi
Internet Shopping me Online Store par bill pay karne ke liye jis methods ka use kiya jata he. Un sabhi method ko Paying Methods kaha jata he.Online Store par alag alag Paying Methods ka use karke Payment system process puri ki ja sakti he. Kisi bhi product ka bill kis taraha se pay karna he is bare me chunaw karne ka pura haq customer ka hi hota he.
Customer chahe to product buy karne ki process me Online Payment System ka use karke bill pay kar sakta he. Ya fir product receive hone ke bad offline cash ke roop me bill pay kar sakta he.
Offline cash Payment ke roop me bill pay karne ke liye sirf Cash On Delivery (Cod) jaisa ek hi option available hota he.
Alag alag Online Store alag alag Paying Methods ka use karte he. Unme kuch methods aise hote he jo ek secure tarke se Payment process puri karte he. Aise sabhi method ko Secure Payment Methods kaha jata he.
Par kuch method aise bhi hote he jo behetar security nahi de sakte he. Aur aise Paying Methods ka use karne se customer ke Account me moujud balance chori hone ka khatra hota he. Isiliye Online Shopping me hamesha hi Secure Payment Methods ka use kiya jana jaruri hota he.
Online Payment System On Internet Buying Sites For E Shopping
Onlineshop par Internet connection ka use karke kisi product ko purchase kiya jata he. Aur jub Internet connection ka use karke hi product ka bill bhi pay kiya jata he. Tub aise Paying Methods ko Online Payment System kaha jata he.Aisi system me money cash roop me na hokar digital roop me moujud hoti he. Aur Bank Account se ya fir kisi bhi digital wallet se transaction digital roop me hi kiya jata he.
Online Payment System me cash ka transaction nahi kiya jata he. Balki us jankari ka transaction kiya jata he. Jiski madat se Account balance ka transaction hota he. Aur Shopping process puri ki jati he. Jaise Bank card number, ya fir Account id.
Internet Shopping me Online Payment System ke roop me bill pay karne ke liye ek se jyada Paying Methods availble hote he. Kuch method ek Secure Payment Methods hote he jaise Credit Card, ya fir Pay Pal . Par bahot sare to Unsecure Payment Methods hi hote he jaise bitcoin.
Internet Shopping me hamesha hi ek secure Online Payment System ka use karna chahiye. Aur ek unsecure Online Payment System ke use se bachana hi ek sahi decision hota he.
What Is Online Shopping Secure Payment Methods
Online Shopping me jub kisi bhi Paying Method ka use product ka bill pay karne ke liye kiya jata he. Tub ya to bill offline face to face cash dekar kiya jata he. Ya fir Online Payment System ke dwara diya jata he.Ek Secure Payment Methods wo hoti he jiska use karke kiya gaya Payment security ke sath hota he. Aur sath hi aise method me customer ki aur se jo bhi jankari di jati he. Wo jankari puri taraha se surakshit hoti he. Aur customer ke alaw koi bhi us jankari ko pakad nahi sakta he.
Offline me product delivery hone par jub cash pay ki jati he wo ek Secure Payment Methods hi hoti he. Is method par customer sabse jyada trust karte he. Que ki product customer ke pass pohochne ke bad money pay karna padta he.
Online Payment System me customer se jankari lekar Payment pura hota he. Aur ye jankari agar chori ho jati he. Tub customer ka Bank Account money bhi chori hone ka khatra hota he.
Isiliye hamesha Online Payment ek Secure Payment Methods ke use se hi pura karna jaruri hota he. Aise transaction ka proof bhi customer ke pass hota he. Aur product na milne par ya galat milne par pay kiya gaya amount bhi asani se wapas liya ja sakta he.
Secure Payment Methods kiye gaye Payment ka proof bhi deta he. Aur ho gaye fraud ki complaint krane ka tarika bhi deta he.
How Do I Know A Website Is Secure For Payment In Hindi
Customer jub bhi kabhi kisi bhi Online shop se product kharidna chahte he. Tub us shop par Online Payment System ka use karke bill pay kiya ja sakta he. Par sabhi Online shop ek Secure Website ke roop me nahi hote he.Ek Unsecure Website par jub customer ke dwara Online Payment kiya jata he. Tub fraud hone ka khatra jyada hota he. Isiliye hamesha hi ek Secure Website par hi Payment process puri karni chahiye.
Secure Payment Methods ka use Secure Website par karne se dhoka hone se customer puri taraha bach sakte he.
Ek Secure Website ki pahchan kuch khas baaton ki adhar par ki ja sakti he.
- SSL Certificates
- Padlock Symbol
- Website’s Privacy Policy
- Contact Information
SSL Certificates For Online Shopping Security
Ek Secure Website ka URL hamesha Https:// se start hota he. (s website 'secure' he yahi batata he). Par unsecure Website URL ke start me sirf Http:// hi likha hota he.Sath hi website URL ke aage ya fir botom side me “Secure” aur “Verified” aise word bhi likhe hote he.
Online Payment usi site par karna behetar hota he jo shop Https ya fir SSL Green security ko support karti he. Is security system ki wajaha se customer ka data kabhi bhi hack nahi kiya ja sakta he. Aur hamesha surakshit rahta he.
Par aisa nahi hone par kisi bhi hacker ke dwara asani se customer ka data churaya ja sakta he. Aise website par Payment karne se hamesha bachana jaruri hota he.
Padlock Symbol On Good Online Shopping Websites
Website URL me ek small Padlock symbol bhi ek secure site ki pahchan hota he.Jub bhi site ko kisi browser me open kiya jata he. Tub address bar me URL ke aage ek green color me Padlock symbol moujue hota he. Aise site par Payment kiya ja sakta he.
Check Website’s Privacy Policy Page Of Online Store Website
Ek Secure Website par Privacy Policy page moujud hota he. Kisi bhi website par Payment karne se pahile ye check karna jaruri hota he. Ke site par Privacy Policy moujud he. Aur sath hi us page par di gayi jankari ko bhi ek bar padhana jaruri hota he.Privacy Policy page customer ko ye batata he. Ke site par bhari jane wali jankari ko kisi matra me security mil sakti he. Sath hi wo data kaha par aur kis taraha se use kiya jane wala he.
Ecom Online Store Contact Information
Secure Website par site owner se Contact karne ke puri jankari moujud hoti he. Ek Customer Care Number ke sath hi ek Email Address bhi site par hi diya hota he.Mobile number agar ON condition me hota he. Aur call karne par jaldi responce de sakta he. Aise site par trust kiya ja sakta he.
Sath hi Email Address kisi bhi aur email service provider (jaise gmail ya yahoo) ka nahi hona chahiya. Aur sirf company ke khud ke naam ka hi hone se secure site ki pahchan hoti he.
Company ka full Address saf saf likha bhi hota he. Us address par jakar shop ki jankari lene ki jarurat nahi hoti. Par google jaise serach engine me address dalkar bhi search kiya ja sakta he.
How to set up Online Payment for Online Shoping
Online Store par jub bhi kisi product ko kharida jata he. Tub kharidne ki process me product ka bill pay karne ke liye Paying Method ka sahara liya jata he.Product ke aage dikhayi dena wale buy now button par click karne ke bad Paying Method ka chunaw kiya jata he. Aur samne dikhane wale option me se kisi bhi ek Method ka chunaw kiya ja sakta he. Customer ne yaha par hamesha ek Secure Payment Methods ka chunaw hi karna sahi hota he.
Method ka chunaw karne ke bad us method se judi jankari ko aagle page par bharna hota he. Aur akhir me pay ki button par click karke Payment ki puri process complete ho jati he.
Kuch kuch Paying Methods aise bhi hote he jinke sath kisi dusre method ka use bhi kiya ja sakta he. Jaise Shopping credit Account me moujud balance pure bill ke liye kum pad jata he. Tub credit ya Debit Card se baki ke bill ka bhugtan kiya ja sakta he.
Ek Paying Methods ke sath dusri method ko jodne ki process bhi ek jaisi hi hoti he. Pahale choose ki gayi method jitna bill pay kar deti he. Baki bacha bill automatically dusri method catch kar leti he. Aur pura bill customer asani se pay kar sakta he.
Payment Process Flow To Shoping Online
Buy Now ⇒ Choose Paying Method ⇒ Click On Pay Button ⇒ Complete Payment Process
[10] E Commerce Payment Methods List For E Shopping
- Debit Card
- Credit Card
- Paypal Account
- Netbanking
- UPI Apps
- Application Wallet
- Airtel Money
- Online Shopping Checking Account
- EMI Facility
- Pay Cash On Delivery (COD)
How To Pay With Debit Card In Hindi To Shop Online
Customer Online shop par Debit Card ki madat se Payment kar sakta he. Ye ek Secure Payment Methods hoti he par isse bhi jyada secure Credit Card se kiya gaya Payment hota he.
Debit Card customer ke Bank Account se direct juda hua hota he. Aur isi wajaha se jub customer Debit Card se Payment karta he. Tub Bank Account se purchase amount usi samay par deduct ho jata he.
Payment process Debit Card se karte samay par card number, card expiration date, aur security Code ki jankari bhari jati he.
Debit / Credit Card type aur number card ke uper hi jyada tar front side me moujud hota he. Aur sath hi expiration date bhi wahi par likhi hoti he.
Par CCD/CVV/CVC2 jaise similar security Code jyada tar back side me moujud hote he. Par kisi kisi card me front side me bhi ho sakte he.
Kuch card aise bhi hote he jinme security Code nahi hota he. Aise card ka chunaw Shopping ke samay par karne par security Code bharne ki jarurat nahi hoti he.
Card ki puri detail information bharne ke bad Shopping site us information ko site par save karne ka bhi option deti he. Jis wajaha se aage ki Shopping karne ke liye yahi information dubara bharne se bacha ja sakta he.
Payment Process Flow Of Debit Card For Oshopping
Select Pay With Debit Card ⇒ Select Card Type (Visa/Mastercard) ⇒ Type Card Number ⇒ Enter The Expiration Date ⇒ Enter CCD/CVV/CVC2/Similar Security Code ⇒ Create A Transaction Password/One Time Password (OTP) ⇒ Transaction Complete
How To Make Online Payment Using Credit Card In Hindi On Shopee Website
Credit Card Bank Account se direct juda hua nahi hota he. Aur Credit Card Bank ki taraf se diye jane wale loan ke roop me kam karta he.
Ek Secure Payment Methods ke roop me Credit Card kisi bhi Debit Card ke mukable me jyada behetar hota he.
Bank Credit Card se kharide gaye product ka amount usi samay par customer ke Bank Account se deduct nahi hota he. Balki customer ko jub Credit Card ka bill pay karna tub wo amount customer bhar sakte he.
Debit / Credit Card se kiye jane wale payment process tubhi puri hoti he. Jub ek 3D secure password generate karke enter kiya jata he. ye ek payment security ke roop me kam karta he.
Credit Card se Payment karte samay par billing address ka dalna bhi jaruri hota he. Billing Address wo hota he jo Credit Card banate samay par diya jata he. Aur isi address par Credit Card ki Bank Statement bhi receive ki jati he.
- Enter The House Number,
- Building Number / Apartment Number,
- The Street,
- Town Or City,
- State,
- Zip code,
- Country,
Credit Card Payment Process Flow On Internet Shopping Websites
Select Pay With Credit Card ⇒ Select Card Type (Visa/Mastercard) ⇒ Type Card Number ⇒ Enter The Expiration Date ⇒ Enter CCD/CVV/CVC2/Similar Security Code ⇒ Create A Transaction Password/One Time Password (OTP) ⇒ Enter Credit Card Billing Address ⇒ Transaction Complete
Paypal Online Payment Gateway In Hindi To Purchase Product Online
Paypal ek Payment wallet ke roop me hota he. Bank Account me jama kiya hua money Paypal Account me Online transfer karke jama kiya ja sakta he. Aur Bank Account ke jaise hi sabhi transaction bhi pure kiye ja sakte he.Online Shopping me jub Bank Account se direct kisi product ka bill pay kiya jata he. Tub Bank Account aur Bank card se judi sabhi detail ko har bar bharna jaruri hota he.
Online Store Bank detail ko store karke bhi rakh sakta he. Par ye security ke liye khatra ban sakta he. Aur sath hi Bank Account se Shopping me kuch jyada samay bhi lagta he.
Pay Pal Account me jub ek bar money store ki jati he. Tub Paypal se Shopping me bill pay karte samay par Bank Account se judi kisi bhi detail ko bharne ki jarurat nahi hoti he.
Balki sirf Pay Pal Account me login karne se hi Shopping me bill ka Payment ho jata he. Isiliye Netbanking ke mukable me Paypal se fast speed me Payment kiya ja sakta he.
Paypal Payment Process Flow To Shop Online
Select Pay With Paypal ⇒ Login Paypal Account ⇒ Review Price Detail (Price + Shipping) ⇒ Click Pay Now ⇒ Review Total Deduct Amount ⇒ Enter Coupons/Gift Card Code (Optional) ⇒ Click Continue ⇒ Confirm Order With Email/OTP ⇒ Transaction Complete
Online Shopping Using Bank Account In Hindi
Customer jub bhi kisi Bank me Account open karta he. Tub Bank ke website par customer ka Account ban jata he. Aur sabhi taraha ke transation bhi isi site Account se pure kiye ja sakta he.
Netbanking me Bank ke website par ya Application par customer ke dwara Bank Account me login kiya jata he. Aur Shopping karte samay par jaruri detail ko bharkar kisi product ka bill pay kiya ja sakta he.
Netbanking process me sirf customer ke Bank Account ka login id aur password ki jarurat customer ko hoti he. Aur sath hi Bank me register mobile number ki bhi jarurat hoti he.
Login id aur password ki madat se Bank ki website par customer sign in kar sakta he. Aur register mobile number ki madat se Account sign in aur transaction ki process ko verify karke pura kiya ja sakta he.
Customer jub bhi Online Shopping me kisi product ka bill pay karne ke liye Netbanking option ka chunaw karte he. Tub customer direct Bank ki website par pohoch jata he. Aur sign in form web page open ho jata he.
Yaha par customer ke dwara login karne par deduct hone wale amount ke bare me customer ko bataya jata he. Aur customer jankari check karke Payment process ko pura kar sakte he.
Netbanking Payment Process Flow To Buy Online
Select Pay With Netbanking ⇒ Login Bank Account ⇒ Review Price Detail (Price + Shipping) ⇒ Click Pay Now ⇒ Review Total Deduct Amount ⇒ Enter Coupons/Gift Card Code (Optional) ⇒ Click Continue ⇒ Confirm Order With Email/OTP ⇒ Transaction Complete
UPI Application In Hindi To Buy On Shops
Customer UPI Application par register karke bhi Online Shopping ka Payment pay kar sakte he.
Jub customer UPI Apps par register karte he tub customer ko ek UPI ID mil jata he. Isi UPI ID ka use Onlinestore par Payment karne ke liye kiya jata he.
Customer mobile Shopping App, mobile browser and desktop browser jaise sabhi Onlineshop par UPI ID se Payment kar sakte he. Par is transactions ki limit pahale se hi set hoti he. Aur usi limit tak ka hi bill pay kiya ja sakta he.
UPI Apps ek Application Wallet ke roop me hote he. Jaha par Bank Account me moujud money ko Online transation ke jariye jama kiya ja sakta he. Aur fir isi money ka use Shopping me kisi product ka bill pay karne ke liye kiya jata he.
Customer jub bhi UPI Payment Method ka chunaw karte he. Tub customer se Onlinestore UPI ID mangta he. Aur jaise hi UPI ID customer ke dwara enter ki jati he Payment process UPI Application par chali jati he.
Yaha par deduct hone wale amount ko verify karke customer ke dwara Payment process ko complete kiya jata he. Aur end me transaction pura hua he ya nahi isko verify kiya jata he.
- Bhim App
UPI Apps Payment Process Flow
Select UPI Payment Method ⇒Enter Your UPI ID ⇒ Verify ⇒ Jump On UPI Apps ⇒ Complete Pending Transactions ⇒ Check Confirmation On App/Browser ⇒ If Failed Retry ⇒ Transaction Complete
Application Wallet In Hindi To Complete Buying Process For Online Purchase
Customer ke dwara use kiye jane wale smartphone me ek Application Wallet ko download karke install kiya ja sakta he. Aur is Application Wallet me Bank Account se money transfer karke jama kiya ja sakta he.
App wallet se pay kiye gaye billing amount Bank Account se deduct na hokar sirf us wallet ka Account balance hi deduct hota he. Aur Bank Account ke money ko surakshit rakhane me kaphi madat mil sakti he.
Application Wallet se sabhi transaction asani se pure kiye ja sakte he. Aur yaha se Shopping ka bill pay karne ke liye sirf login id dalne ki jarurat hoti he.
Payment Process Flow Of Wallet On Onlinestore
Download & Install App ⇒ Verify Bank Registered Mobile Number ⇒ Enter Name, Email Address ⇒ Set 4-Digit Password ⇒ Activate Your Wallet ⇒ Create New VPA ⇒ Link Bank Account To The App ⇒ Select Bank Only ⇒ App Fetch All Bank Detail Automatically ⇒ Confirm Bank Details ⇒ Start ⇒ Complete Registration
Select Pay With Phonepe (UPI) ⇒ Click Continue Enter Airtel Money Mobile Number ⇒ Enter Mpin ⇒ Click Submit ⇒ Receive OTP ⇒ Review Transaction Detail (Price + Shipping) ⇒ Enter OTP ⇒ Click Pay Now ⇒ Transaction Complete
- Phonepe Application (Flipkart)
- Paytm Application
- Oxigen Application
Airtel Money In Hindi For Internet Shopping
Secure Payment Methods ke aur ek example me bat karte he Airtel Money Paying Methods ke bare me. Ye method khas kar ke airtel sim card ka use karne wale customer ke liye hoti he.
Airtel company ke dwara customer ko ek Application Wallet ke roop me ek Airtel Money Application download karne ke liye diya jata he. Is App me customer Bank Account se kisi bhi Secure Payment Methods ya unsecure tarike se balance jama kar sakte he.
Airtel Money Application me moujud balance ka use Shopping ke samay par kiya ja sakta he. Aur badi hi asani se aur fast speed se Shopping ka bill pay kiya ja sakta he.
Payment Process Flow for Airtel Money On Internet Shop
Register On Airtel Money ⇒ *400# ⇒ Enter Name & DOB ⇒ Choose Mpin ⇒ Load Cash In Account On Airtel Center/Online ⇒ Start Shopping
Select Pay With Airtel Money ⇒ Enter Airtel Money Mobile Number ⇒ Enter Mpin ⇒ Click Submit ⇒ Receive OTP ⇒ Review Transaction Detail (Price + Shipping) ⇒ Enter OTP ⇒ Click Pay Now ⇒ Transaction Complete
- Ebay
- Myntra
Online Shopping Checking Account In Hindi
Checking Account wo hota he jo kahi par bhi bill pay karne aur bill Payment receive karne me madat karta he. Kuch Onlinestore aise bhi hote he. Jo customer ko ek digital wallet ki suwidha dete he.
Isi digital wallet ko Online Shopping Checking Account kaha jata he. Is Account ki madat se bhi customer pay kar sakta he.
Baki Paying Method ke mukable me ye method fast speed se kam karti he. Aur Payment kum samay me karne ke sath hi refund bhi kum samay me le sakta he.
Internet Shopping me Online Shopping Checking Account method ek Secure Payment Methods ke roop me hoti he. Aur is method se pay kiya gaya bill ke sath kabhi bhi fraud nahi hota he.
Alag alag Online Store ka khud ka personal Checking Account hota he. Aur kisi ek Onlinestore ke Account me moujud balance se kisi dusre Online shop par Payment nahi kiya ja sakta he. Sath hi refund bhi nahi liya ja sakta he.
Is method me customer agar pura Payment nahi kar sakte he tub isike sath dusre aur Paying Method ka use karke baki bacha Payment kiya ja sakta he.
- Amazon Pay (Amazon)
Payment Process Flow of Online Shopping Checking Account
Select Checking Account Payment Method ⇒ Choose Paying Amount ⇒ Click On Pay ⇒ Transaction Complete
EMI Facility Secure Payment Methods In Hindi
Customer EMI facility ki madat se bhi Online Shopping ka Payment pay kar sakte he. Product ka bill EMI process se dena bhi Secure Payment Methods ke example me shamil hota he.EMI facility sabhi Bank ke credit cart par mil jati he. Aur kuch Debit Card bhi support karte he. Sath hi Bajaj Fineserv jaise ek Loan cards bhi support karte he. Aur Online Shopping Checking Account ki madat se bhi EMI sevice ka labh uthaya ja sakta he.
Customer EMI facility ka use tabhi kar sakte he. Jub koi product us facility ko support karta he. Product description me EMI available is taraha logo moujud hone par hi us product ko EMI facility se kharida ja sakta he.
Aur sath hi alag alag Bank ki EMI facility ko support karne ki bhi alag alag shart hoti he. Kuch Bank minimum 3000 tak ke bill ko EMI se pay kar sakte he. Aur kuch Bank min 10000 ka bill support kar sakte he.
Isiliye procut ki price aur Bank ki limit ke adhar par hi product kharidte samay par EMI facility ka chunaw jaruri hota he.
E Shopping No Cost EMI
Bajaj Finserv jaise ek Loan cards ka use EMI
pay karne ke liye karne par product ke bill par kuch bhi extra charge
nahi liya jata he. Aur product ki price jitni hoti he. Bus utna hi bill EMI ke dwara pay kiya jata he.
Online Store kisi khas card ke use par kuch matra me discount deta he. Aur wo discount itna hota he jo EMI ka extra charge usime pay ho jata he. Isiliye customer khud se koi bhi extra charge nahi dena padta he.
EMI facility isiliye bhi ek Secure Payment Methods me shamil hoti he. Que ki EMI se pahali installment deduct hone ke bad bhi order ke cancel hone par pura amount refund ho jata he. Aur EMI process bhi cancel ho jati he.
EMI Payment Process Flow
Select EMI Option ⇒ Bank Selection ⇒ Enter Card Detail (Name & CVV) ⇒ Choose EMI Plan ( 3,6,9,12,18,24 Month) ⇒ Click Continue ⇒ Review Order & Click Pay ⇒ Transaction Complete
End me register mobile number par ek OTP pin receive hota he. Jiska use karke transation confirm ho jata he. Payment confirm ke liye OTP enter karna padta he.
Sath hi terms and conditions ke check box par click karna bhi jaruri hota he.
Pay Cash On Delivery (COD) Secure Payment Methods Internet Shopping In Hindi
Online Shopping me customer cash me bhi Payment kar sakte he. Aur ye Online Store par Payment karne ke liye sabse asan aur sabse Secure Payment Methods hota he.Jub customer chahta he ke Payment wo tubhi de jub product ko receive karta he. Tub aisa bhi Online Shopping me possible ho sakta he.
Cash On Delivery (COD) jaise Secure Payment Methods ki madat se customer product milne par hi pay karta he. Par is condition me sirf cash Payment hi kiya ja sakta he.
Customer jub Cash On Delivery (COD) Payment Method ka chunaw bill Payment ke liye karte he. Tub bill Payment sirf cash ke roop me hi ho sakta he. Aur kisi bhi Online Payment Method ka use nahi kiya ja sakta he.
Par ji product ka bill Cash On Delivery (COD) method se pay kiya gaya hota he. Aise product ka refund cash ke roop me nahi liya ja sakta he. Aur sirf Online transaction ki madat se hi sifr Account me liya ja sakta he.
Online shop par jub bhi customer kisi product ke bill pay karne ke liye is method ka chunaw karte he. Tub customer ko Payment se judi kisi bhi information ko bharne ki jarurat nahi hoti he.
Bus shipping address bhar dene se hi Online purchase process puri ho jati he. Aur product ki shipping method shuru ho jati he. Jo product delivery hone tak shuru hi rahti he.
Online Shopings COD Payment Process Flow
Select COD Payment Method ⇒ Choose Paying Amount ⇒ Select/Enter Delivery Address ⇒ Click On Pay ⇒ Transaction Complete
Oshoping Payment Process Puri Hone Ke Bad Kya Karna Chahiye
Proof Of Purchase Payment Receipt Screen Shot
Digital gadjet se Online Store par jub bhi Payment kiya jata he. Tub Payment receipt digital roop me hi screen par show ho jati he.Jaruri hota he ke screen par dikhayi dene wali receipt ka ek screen shot nikal kar product milne tak sambhal kar rakha jaye. Taki product delivery me pareshani ane par product billing amount refund lene ke liye receipt ki jarurat hoti he.
Payment receipt agar sambhalkar rakhi jati he. Tub ek Secure Payment Methods ke use se kiye gaye Payment ki security aur jyada badh jati he.
Onlinestore Helpline Number
Product delivery se judi pareshani ke liye Helpline Number customer ke paas hona jaruri hota he. Ye number Toll Free hota he. Aur yaha par customer ko problem se jude behetar sujhaw diye jate he.Online Store ka kisi bhi area me product ko deliver karne ki ek samay limit hoti he.customer ke dwara product order karne ke bad Onlinestore ya fir curiour company ki jimmedari hoti he. Ke customer ko product sahi samay par aur sahi condition me mile.
Product kisi bhi Secure Payment Methods se kharida gaya ho ya nahi par kisi bhi aur karan se product delivery me kuch pareshani aasakti he. Jisse product customer ko deliver nahi hota he.
Aisa condition me Helpline Number par customer sampark kar sakte he. Aur billing amount wapas le sakte he ya fir usi bill par dusra product bhi order kar sakte he.
Product Item Track Code
Jub bhi product Online buy karke order kiya jata he. Tub Shopping Account par us product ka ek Track Code mil jata he.Track Code product delivery ke start time se lekar end time tak product ki identity ke roop me kam karta he. Aur Track Code se hi delivery status ke bare me puri jankari pata chalti rahti he.
Delivery status se ye pata kiya ja sakta he ke current samay par product kaha tak aa pahucha he. Aur isise ye andaja bhi lagaya ja sakta he ke product ko customer ke paas pohochane me aur kitna samay lag sakta he.
Jyada tar Onlinestore 48 Ghanthe ke Bhitar product deliver kar dete he. Product ka bill pay karne ke liye Secure Payment Methods ka use kiya he. Ya fir unsecure method ka use kiya gaya ho sabhi product par Track Code mil hi jata he.
Ready Cash Amount To Pickup The Product
Customer jub product ko Cash On Delivery jaise Secure Payment Methods ko select karke kharidta he. Tub ye jimmedari customer ki hoti he Payment karne ke liye Cash ko ready rakhna jaruri hota he.Sath hi jub bhi delivery hoti he customer se ek ID proof bhi manga jata he. Bina ID proof dikhaye customer product ko hasil nahi kar sakta he.
Rights To Cancel An Order Before Delivery Of Online Products
Customer ke dwara Secure Payment Methods ka use karke Payment process puri ho jati he. Uske bad bhi agar customer chahe to product Order Cancel kar sakta he. Par cancel karne ke liye kuch time limit hoti he. Usi time limit me hi Order Cancel kiye ja sakta he.Online shop par buy kiya gaya item customer ke pass deliver hone me kuch samay lagta he. Aur is bich me order ko cancel karne ka haq bhi customer ke pass hota he.
Kisi bhi Online Store par kisi bhi product ko jub customer order karta he. Tub Shopping Account ke my order section me wo product add ho jata he.
Isi my order section me jakar customer order kiya gaya product cancel kar sakta he. Aur deliver hone se rok sakta he. Isiliye order process puri hone ke bad ek bar fir se kiye gaye order ko jach lena jaruri hota he.
Kabhi kabhi jaldbazi me ya kisi confusion ki wajaha se customer galat item order kar deta he. Aisi condition me purane order ko cancel karke ek sahi item ka chunaw customer asani se kar sakta he. Aur naya item bhi tabhi order kar sakta he.
O Shoping Order Cancel Process Flow
Your Account ⇒ Your Orders ⇒ Click Cancel Items (Single/Multiple Check Box + All Item) ⇒ Click Cancel Checked Items

COMMENTS