Internet Shopping : What Is Online Store Website In Hindi

Online Store Website Kya Hai Aur Kaise Online Shopping Account Banakar Internet Shopping Ki Jati He Aur Kisi Product Ko Purchase Kiya Ja Sakta He.

Online Store Website Kya Hai Aur Kaise Online Shopping Account Banakar Internet Shopping Ki Jati He Aur Kisi Product Ko Purchase Kiya Ja Sakta He.


Online Store Website
Online Store Website 




Online Store Website
Online Store Website






Online Store Website : What Is Online Shop

Asal mein  Online Shop ek Ecommerce Website hoti he. Yahaan par customer kisi bhi Product ko purchase aur sell kar sakta he.

Aamataur par  Online Store Website ke naam se Bhee ek Online Shop ko jana jata he. Keval itana hee nahin, balki E-Shop aur Net-Shop yah bhee Oshop ke dusre naam hote he.

Vaastav mein Ek gadjet me Onlineshop ko sirf ek Website ke roop me hi open kiya ja sakta he. Ye shop kabhi bhi physical shop ke roop me nahi hote he. Isiliye Onlinestore ko ek Online Store Website bhi kaha jata he.

Is kaaran se Product ko Online Store Website par kharidne ke liye kisi bhi shop par jana nahi padta he. Balki iske vipareet ek jagaha par rah kar Product ko kharidne ke liye Websites ko join karna padta he. Aur join hone ke bad Product ko Order karke purchase kiya jata he.

Online Shopping Business Process pure word me faila hota he. Is kaaran se Online Shop ka Network bhi pure world me faila hota he. Jis kee vajah se customer ko Product buy aur sell karne ke liye jyada area mil jata he.

Online Store Website trending Products ke bare me bhi jankari dete he. Keval itana hee nahin, balki yah buying guide bhee batate he. Buying guide me Product ko buy karne ke pahile dhyan dene wali batoon ke bareme pata chal jata he.






Best Place To Buy Product Item Online In Hindi

Har tarah se ek behetar ecommerce website ka chunaw kaise kiya jata he. Is Ke baare mein jankari customer ko hona bhi jaruri hota he.

Kyon ki Vaastav mein Ek galat website customer ke sath dhokazadi kar sakti he. Aur is kee vajah se customer ka shopping experience kharab ho sakta he.

Asal mein Jub bhi customer web sites par e shopping karne ke bare me sochta he. Tub customer ek best Online Store Website se product item buy karna pasand karte he.

Beshak customer chahte he ke jahase product buy kar rahe he. Khaas taur par Wo shop par har tarah se service behetar mil jani chahiye. Lekin jab product galat Online Store Website se buy kiya jata he. Jisake chalate koi bhi service behetar nahi milti he.

Haalaanki ek behetar oshop ka chunaw karne ke liye kuch baatoon par Jor dena jaruri hota he. Niche batayi gayi baaton ki wajahase khaas taur par behetar onlinestore ko chunne me madat mil sakti he.



  • Online Shopping Customer Experience Study
  • Product Or Service Description
  • Pick Up And Delivery Service
  • Best Online Shopping Discount Sites
  • Online Shopping Discount Vouchers
  • Website Security Check
  • Check Other Shopping Store
  • Shipping And Return Policy





Online Shopping Customer Experience Study To Shop Online

Sahee maayane mein Ek Online Store Website tabhi ek successfull store hota he. Jub us store par Product kharidne wale Customer Satisfied hote he. Aur Saath - saath store ki taraf se di jane wali Service se Bhee khush hote he.

Product buy karne ke liye kisi bhi Oshop ka chunaw Aam taur par is bat se kiya ja sakta he. Ke us shop ke Ab tak Satisfied Customer kitne he. Aur wo customer Ab tak shop ke dwara di gayi Service ke bare me kya review dete he.

Haalaanki Customer dwara diye gaye review Ecommerce Website par hi padhe ja sakte he.

Aise shop Shoping ke liya kabhi nahi chunne chahiye jaha customer ko jyada problem se gujrna padta he.

Asal mein Oshop physical roop me nahi nahi hote he. Is kaaran se customer experience hi Online Store Website ki reality batane me madat karta he.






About Product Or Service Description On Ecom Online Store

Aam taur par Ek best Online Store Websites hamesha Product ka pura Description deta he. Aur Isake saath hee khud ke dwara customer ko diye jane wale Service ke bareme bhi site par batata he.

Isake vipareet Agar Oshop par Product or Service Description diya nahi hota he. Tub aise store se customer ko Product buy karne ke bareme sochna nahi chahiye.

Onlinestore par Product ko sirf Description ke dwara hi jana ja sakta he. Jaahir hai agar site par Product Description moujud nahi hone par customer ko Product ki detail nahi mil sakti he.

Isee tarah Product kharidne ke samay aur bad me customer ko kya suwidhaye company ki taraf se milti he. Is bare me Online Store Website ke Service Policy page par customer padh sakte he.

Oshop physical roop me nahi hote he. Isaliye Jaahir hai store ke bareme Service Description page ke dwara hi jana ja sakta he.






Pick Up And Delivery Service Of Shopping Stores

Onlinestore ka Delivery Pickup address pincode par adharit hota he. Aur site par Product Description section me ek option moujud hota he. Jo batata he ke Product Kaha pe aur kon se area par deliver ho sakta he.

Vartamaan samay mein Online Shop ke roop me bahot se Online Store Website chal rahe he. Aur sabhi sites Samaan roop se ek dusre se alag Service de rahe he.

Par Sahee maayane mein sabhi sites ka Shopping Network pure world me faila nahi hota he. Isaliye Product kis area par Pick Up kiye ja sakta he. Aur kitne Samay ke bheetar deliver ho sakta he is bareme pahale se hi jan lena jaruri hota he.






Best Online Shopping Discount Sites

Online Store Website sites Product item par Shoping deals aur sale kis matra me de raha hota he. Ye bhi dekh lena jaruri hota he. Beshak Onlinestore par sale aur Discount Offer jyada moujud hone se ek Cheap Shopping ki ja sakti he.

Haalaanki Popular aur best Onlinestore hamesha customer ke liye naye naye Shopping Offer available karata he. Isake phalasvaroop customer Online Shop par Product kharidkar satisfied ho jata he.






Online Shopping Discount Vouchers

Popular Onlinestore par milne wale Product par Discount bhi jyada matra me milta he. Aur ye Discount Aam taur par special day, Aagaamee festival, aur Adhikatar season par adharit hota he.

Sath hi popular Online Store Website par Atirikt Discount pane ke liye Discount Vouchers bhi customer kama sakte he. Aur ye alag alag Website se kamaye ja sakte he. Aur Baad mein wahi vouchers ka use Shopping ke samay par kar sakte he. Is prakaar Bahut kum kimat me Product purchase kar sakte he.

Asal mein Online Shopping Discount Vouchers ek code ke roop me hote he. Aur Shopping ke samay par ye code enter karne ke liye option Product Description me moujud hota he.

Isake vipareet Local Shopping par is taraha ke Discount Vouchers bahot kum milt he. Aur Isaliye Product ko MRP rate par hi purchase kiya ja sakta he.






Online Store Website Security Check

Online Shoping me sabse jaruri hoti he Secure Shopping. Isaliye jis Online Store Website par ek safe Shopping ki ja sakti he. Aise Internet store par hi Dhyaan ke saath hamesha product purchase kiya jana chahiye.

Online Shop par regular Offline Payments Ke vipareet safe aur secure Paying Method ka use kiya jata he.

Website Security ko Khaas taur par Https ya fir SSL Green Security Service ke dwara check kiya jata he. Nishchit roop se Online Payment usi site par karna chahiye jo Security ko support karti he.

onlinestore par Website Security system ki wajaha se customer ka data kabhi bhi hack nahi kiya ja sakta he. Aur hamesha surakshit rahta he.

Par agar site Website Security ko support nahi karti he. Tub kisi ke dwara bhi asani se customer ka data churaya ja sakta he.






Check Other Shopping Store For Find Good Online Shops

Online Shopping Store kayi sare hote he. Aur har store par sabhi taraha ke Product bhi mil jate he. Par price aur Discount har shop par alag alag hota he.

Isaliye jub bhi Product kharidna he tub sabhi shop par Search karke hi ek sahi store ka chunaw karna chahiye.

Aisi Online Store Website ka chunaw karna chahiye jiske jyada satisfied customer hote he. Sath hi jiska ek proper address diya hua he aur ek proper customercare number bhi diya he.

Vyaktigat jaanakaaree mangne wale site se Shopping karna khatarnak ho sakta he.

Kabhi kabhi kisi main Online Shoping site ki duplicate site banakar bhi customer ko confuse karke dhoka kiya jata he. Aise site ka pata laga kar aise site par Shopping karne se bacha jana chahiye.






Shipping And Return Policy Of Online Shopping Company

Har ek Online Store Website ki Shopping ke liye alag alag Policy hoti he. Aur usi Policy ke adhar par customer ko shop par Service mil sakti he.

Koi store kisi item par customer ko mile hue defected item par puri taraha se Refund karke deta he. To koi store sirf Product ko hi Replace kar deta he.

Sath hi Product ko Return karne ki time limit bhi hoti he. Aur usi time limit me Return kiya gaya Product hi store ke dwara accept kiya jata he.

Aur Product ko Return, Replace, aur Refund karne ki jarurat Onlinestore kis Policy ke sath puri kar sakta he. Iski jankari hona jaruri bhi hota he. Sath hi store ki Policy kis Product ke liye kaisi he is bare me pata hona jaruri hota he.

Ek best Onlinestore hamesha customer ke liye suwidhajanak Policy rakhta he. Jis wajaha se customer satisfied hokar jyada Shopping usi store par karta he.






How To Create A Online Shopping Account On Online Store Website In Hindi

Customer jub bhi Online Store Website par visit karta he. Aur kisi Product ko purchase karne ke liye select karta he. Tub customer ko Onlinestore par Shopping Account hona jaruri hota he.

Shopping Account banane ke liye customer ko Register option par click karna padta he. Aur Register kiye gaye account me login karne ke liye login option bhi Onlinestore par moujud hota he.



  • Select Online Shopping Account Type
  • Sign Up Form
  • Sign In Form
  • Enter In Shopping Account
  • Enter Personal Information
  • Paying Method Information
  • Other Method For Login & Registration


Select Online Shopping Account Type

Jub bhi customer Register option par click karta he. Tub customer ko account ka type select karna jaruri hota he.

Account type me Personal Account & Business Account me se koi bhi ek type select kiya ja sakta he.

  • Business Account To Sell Online
  • Personal Account To Shop Online


Business Account To Sell Online

Business Account site par Product sell karne ke liye banaya jata he.
Online Store Website Product sell karne ki suwidha bhi deta he. Aur kisi bhi Product ko pure world me kahi par bhi free me sell kiya ja sakta he.
Par onlineshop par kisi bhi Product ko sell karne ke liye customer ka Business Account hona jaruri hota he.


Personal Account To Shop Online

Personal Account Shopping karne ke liye banaya jata he. Jub tak customer kisi Online Store Website par ek Personal Account nahi banata he. Tub tak customer us website par Shopping nahi kar sakta he.
Personal Account Website store ya fir application store dono mese kisi bhi store par banaya ja sakta he. Par ek bar jo Mobile Number ya email id ka use account banane ke liye kiya he. Uska use dubara nahi kar sakte he.


Sign Up Form Of Online Store Website

Personal Account option par click karne se ek Register form open hota he. Jaha par customer ko khud ki detail bharni hoti he.

Sabse pahle box ki heading hoti he first name aur dusre box ki heading hoti he last name.


First Step For Registration

First name heading wale box me customer ke pure naam ka first name likhana hota he. Aur last name heading wale box me customer ke pure naam ka last name(surname) likhana hota he.


Second Step For Registration

Dusri line me jo box hota he uski heading hoti he Email Address . Is heading wale box me customer ke Email Address ki jankari bharni hoti he.


Third Step For Registration

Teesri line me jo box hota he uski heading hoti he Password . Is heading wale box me customer ke login ke liye use hone wale Password ki jankari bharni hoti he.


Fourth Step For Registration

Sabse akhari line par ke button hota he us button par Register(/continue ) likha hota he . Uper diye hue sabhi box me jaruri jankari bharne ke bad is Register button pe click kiya jata he .
Jaise hi Register button par click karte he. Vaise hee Online Store Website ki taraf se customer ke Email Address pe verification email aajata he.
Customer ke usi Email Address pe verification email ata he. Jo Email Address heading wale box me likha gaya hota he .
Verification email ko open karke link par click karna hota he . Verification link par click karne ke bad account Register ki puri process puri ho jati he. Aur Customer ka Shopping Account ban jata he.


Fifth Step For Registration (optional)

Mobile Number & OTP
Kisi kisi Online Store Website par Email Address ke bajaya Mobile Number ki jankari bharni hoti he.
Aur jub Mobile Number bhara jata he. Tub mobile verification ke liye customer ke Mobile Number par company ki taraf se ek OTP code bheja jata he.
OTP code ko registration form me diye gaye box me bharne se mobile verification process puri ho jati he.


Sign In Form Of Online Store Website

Online Store Website  par Account ban jane ke bad us account me login karne ke liye Sign In option pe click kiya jata he.

Sign In option pe click karne ke bad Sign In form open hota he . Is form me do box hote he . Ek box par heading hoti he Email Address aur dusre box par heading hoti he Password.


First Step For Login

Email Address heading wale box me customer ka account Register karte samay use kiye email ki jankari bharni hoti he.


Second Step For Login

Aur Password heading wale box me customer ko Password ki jankari bharni hoti he. Ye wahi Password hota he jo registration ke samay par dala jata he.


Third Step For Login

Sabhi box me jaruri jankari bharne ke bad is login button pe click kiya jata he. Jaise hi login button par click karte he customer Online Store Website  ke shopping account me enter ho jate he.


Enter In Shopping Account On Online Store Website

Customer jub Shopping Account me pahli bar enter hote he. Tub sabse pahle account me aur dusri taraha ki jaruri jankariya bharke account ko complete karna jaruri hota he.

Account ko complete karne ke liye account setting is option pe click kiya jata he .

Account setting option jaha pe customer ka naam likha hota he. Us naam ke age down arrow ka symbol bhi dikhayi deta he. Us down arrow ke symbol pe click karne ke bad account setting ka option dikhayi deta he .

Account setting option pe click karne ke bad My Account section khul jata he. Aur My Account section me moujud Personal Information is option par click kiya jata he.


Enter Personal Information In Online Shopping Account

Personal Information option pe click karne ke bad ek page khul jata he. Aur is page par customer ke dwara Register karte samay bhari gayi jankariya dikhayi deti he. Par Adhikatar kuch jankariyo ke box khali hi hote he.

Is page par customer ki jankariyo ke jo bhi box khali he. Un box me customer ki jankariyo ko bharke account ko complete karna hota he.

Sath hi sath is page par customer ki jo bhi jankari moujud hoti he. Wo Yahaan isi page par change bhi ki ja sakti he .

Aamataur par Personal Information page par customer ki jo jaruri jankari bharni hoti he. Unme  -

  • ⇒ Registered Full Name
  • ⇒ Address
  • ⇒ Phone Number
  • ⇒ Postal Address Pincode
  • ⇒ Online Shoping Bill Payment


Shipping Address For Product Delivery

Address heading wale box me customer ke address ki puri jankari bharani hoti he. Jub bhi Shopping Website se kisi bhi Product ki Shopping ki jati he. Tub yahi address ka use karke Product ko diliver kiya jata he.

My Account section me Personal Information option ke niche aur bhi bahot sare option hote he. Jinme kuch option pe click karne customer ki Financial Information bharni hoti he.


Paying Method Information To Pay Bill Of Online Purchase

Customer ki Financial Information wo information hoti he. Jiske dwara Online Store Website se koi Product ko kharidte samay bill ka bhugtan (Payment) kiya jata he.

Shopping Product ke bill ka Payment karne ke liye alag alag option moujud hote he. Inhme se jo bhi option sahi lage use select kiya ja sakta he. Aur select karke Shopping Product ke bill ka Payment kaise karna he ye select kiya ja sakta he.

Product ke bill ka Payment karne ke liye jo bhi option available hote he wo Paying method hote he. Jaisee ki -

  • Debit / Credit Card
  • Cash On Delivery
  • Netbanking
  • Online Bank Transfer
  • Credit Card
  • Debit Card
  • Cash Card
  • Mobile Payment (Imps/Airtel Money)
  • Emi Facility
  • Bhim Upi
  • Wallets (Phonepe. Paytm. Airtel Money. Oxigen)
  • Online Payment Methods (Paisapay)
  • Paypal Account


Other Method For Login & Registration On Online Store Website

Kuch Online Store Website aise bhi hote he. Jo customer ko Shopping Account me Register aur Login karne ke liye alag alag option dete he.

Jaise customer Email Id ka use karke bhi Shopping Account bana sakta he. Ya fir Facebook Id ka use karke bhi account bana sakta he.

Isi taraha ke option me customer ko jyada jankari bharne ki jarurat nahi hoti he. Aur Onlinestore khud hi Email ya Fb Id se information lekar account me add kar deta he.

Account ban jane ke bad customer us jankari ko badal bhi sakta he. Ya nayi jankariya bhi bhar sakta he.

Sign In Form me hi customer ke liye ek option moujud hota he. Jis par likha hota he. Sign In with Facebook or Email. Is option par click karke customer ka naya account ban jata he. Aur bane hue account me enter bhi ho jata he.

How Do You Order Online Product Item On Online Store Website In Hindi

Online Shoping process ko kuch simple step me pura kiya ja sakta he. Par is process ko pura karne ke liye customer ke paas kuch baaton ka hona jaruri hota he.

Yane ki  Online Store Website par kisi bhi Product ko Order tabhi koi customer kar sakta he. Jub customer ke paas niche batayi hui chije moujud hoti he.

Jaise

  • Online Store Website Need Gadget
  • Good Shopping Apps
  • Online Shopping Account
  • Money (Digital/Cash)
  • Shipping Address
  • Shipping Time


Online Store Website Need Gadget To Shop Online

Online Store Website ek Website ke roop me hote he. Isaliye Online Store Website ko open karne ke liye internet ki jarurat hoti he. Aur internet chalane ke liye internet connection ka hona jaruri hota he.

Internet connection ki madat se Website ko gadjet me hi open kiya ja sakta he. Isaliye Online Shoping karne ke liye customer ke pass ek gadjet ka hona sabse jaruri hota he.

Online Shoping karne ke liye internet ka use karate aana jaruri hota he. Aur sath hi Website shop open karne ke liye gadjet ka use karne ana bhi jaruri hota he.


Good Shopping Apps

Bahot se Online Store Website aise bhi he jo customer ko app ke roop me shop ko available kara dete he. Aur app par shop karna Website par shop karne Kee tulana mein jyada suwidhajanak hota he.

Jyada tar Shopping App mobile jaise chote size gadjet par hi available hote he. Isaliye jis bhi Onlinestore par Shopping ki jane wali he. Uske app ke bare me bhi pata kar sakte he.


Online Shopping Account

Online Store Website har ek customer ko us site ka bhag banne ke liye Shopping Account banane ki suwidha deti he. Customer usi account ka use karke hi Shopping Process puri kar sakte he.

Shopping Account banane ke liye customer ke pass do khas baatein hona jaruri hota he.

  • Valid Email Id On Condition Me
  • Valid Mobile Number On Condition Me
Jub bhi Shopping Account banta he Shopping site customer ke dwara dali gayi email par ek verification link bhejti he. Is verification link par click karne se hi Shopping Account activate hota he. Aur iske baad hi kisi Product ko buy kiya jata he.


Money (Digital/Cash) To Pay Bill Online Shopping Products

Online Shop par ek se jyada alag alag Payment Method ka use karke Payment process puri ki ja sakti he. Par sabhi Payment process me jitni jarurat he utni Money moujud hona jaruri hota he.

Customer ke paas agar kisi bhi Product ko purchase karne ke liye paryapt Money available nahi hoti he. Un paristhitiyon mein customer kisi bhi Product ko purchase nahi kar sakta he.


Shipping Address

Online Store Website hamesha hi customer ke Shipping Address par hi Product bhejta he. Customer ke paas Delivery Address nahi hone par buying process ko hi pura nahi kiya ja sakta he.

Aur jis wajaha se Product ko purchase karne ki process ko pura hone me pareshani hoti he.

Shipping Address bina pincode number se pura nahi ho sakta he. Isaliye address ke roop me jo bhi area Shopping Account par save karna he. Us address ka pincode pata hona jaruri hota he.


Shipping Time

Website Shopping ke liye Delivery Time kaphi mayne rakhta he. Asal mein Online Store Website par kisi bhi item ko Order karne ke kuch samay bad Product Delivery process shuru hoti he. Aur is samay ke Beech mein Product ka Order cancel bhi kiya ja sakta he.

Delivery process ke shuri hone ke bad Product konse samay par customer ke pass deliver hone wala he. Iske bare me customer ko Vistaar se inform kar diya jata he.

Delivery Time par Product ko pick up karne ke liye customer ka Delivery Address par moujud hona jaruri hota he.

Isaliye jo Shipping Time customer ko Product ko receive karne ke liye sahi hota he. Aise time ka calculation karke hi Order karna jaruri hota he.


How To Buy A Product Item On Onlinestore In Hindi

Online Shoping process kuch simple step me puri hoti he. Aur inhi step ke adhar par kisi bhi Product ko Onlinestore par kharida ja sakta he.

Sabhi Online Store Website par koi bhi Product kharidne ke liye isi process ke har step ko use kiya jata he.

  • Search & Choose Item
  • Click On Buy Now/Add To Cart
  • Add Delivery Address
  • Paying Method
  • Delivery Info SMS
  • Shipping Method

Online Store Website
Online Store Website



Search & Choose Item

Online Store Website par ek Search bar moujud hota he. Asal mein Search bar me Product ka naam dalne se us se judi sabhi jankari display ho jati he. Keval itana hee nahin, balki us product se jude sabhi item aur Offers yah bhee display ho jate he.

Online Shop par Product se jude advertisement bhi display hote rahte he. Unmese kisi bhi ad par customer click karke Product ko buy kiya ja sakta he. Aur ad par batayi gayi Offer ka labh uthaya ja sakta he.

Jis item ka chunaw kiya gaya hota he. Usko zoom karke bhi har ek kone se pura detail me dekha ja sakta he. Aur sath hi us item ki puri jankari dene wale video ko bhi dekha ja sakta he.


Click On Buy Now/Add To Cart

Online Store Website page par Display ho rahe kisi bhi Product ko customer Buy Now button par press karke choose kar sakte he. Ya fir Add To Cart button par press karke bhi chun sakta he.

Customer khud ke dwara buy know button par press karke chune gaye Product ko turant buy kar sakta he. Ya fir Add To Cart button par press karke online basket me jama kar sakte he. Aur jama karke dusre Product ke sath bhi buy kar sakta he.

Buy Now par click karne ke bad Product Shopping cart me jama ho jata he. Aur Product ki buying process turant shuru bhi ho jati he.

Online Store Website Par Add To Cart button par click karne se Product sirf Shopping basket me jama ho jata he. Aur customer dusre Product ko bhi select karke basket me jama kar sakta he. Fir sabhi Product ka Payment ek sath hi kiya ja sakta he.


Add Delivery Address

Product ko select karne ke bad customer ko Delivery Address bharna hota he. Jis address par customer Product ko Pickup kar sakta he. Wahi address yaha par enter kiya jata he.

Customer ke account me agar pahale se hi Delivery Address moujud hota he. Tub Onlinestore company direct wahi address par Product deliver kar deta he. Aur customer ko bar bar address dalne ki jarurat nahi hoti he.

Par Product ko purchase karte samay bhi Online Store Website ek bar fir se address ko confirm karta he. Aur confirm karne ke liye verify process apnata he. Customer ko yaha par Delivery Address verify karna jaruri hota he.


Paying Method

Customer ke dwara jub Online Store Website  par registration me shipping address enter kar diya jata he. Uske turant bad customer ko Paying Method ka chunaw karna hota he.

Paying Method me customer Product ka bill kis tarike se pay karna chahta he iska chunaw karna hota he.

Cusotmer jis Method ka chunaw karta he wahi Method ka form open hokar customer ko jaruri jankari bharni hoti he.

Customer ke chunaw ke adhar par hi puri buying process complete hoti he. Aur Product customer  ke liye onlinestore company ki taraf se bheja jata he.


Delivery Info SMS

Product ka Delivery status mobile ya email par ek message ke roop me receive hota he. Mobile ya email customer ke dwara Online Store Website  par Sign Up ke samay par enter kiya jata he. Aur sath hi status customer ke Shopping Account par update bhi kar diya jata he.

Company ke dwara bheje gaye SMS me Product receive hone ke bad ki process customer ko batayi jati jati he.

Kuch Online Store sabhi Product Delivery free me kar dete he par kuch store charge bhi lete he. Company ke dwara bheje jane wale Delivery info SMS me Delivery charges ke bill ki jankari bhi moujud hoti he.


Shipping Method

Online Store Website company ke dwara ya kisi aur curiour company ke dwara Product customer ke paas pohoch jata he.

Par customer jub tak id proof ke roop me kuch document nahi dikhata he. Tub tak customer kisi bhi Product ko Pickup nahi kar sakte he.

Ek bar customer ko Product receive hone ke bad turant khol kar cheack kar lena chahiye.

Taaki Product ko Return/Replace karne ki jarurat hone par turant Online Store Website par request ki ja sakti he.


What Are The Top Online Shopping Sites In India

India me ye dono Ecommerce Website ko Top Online Shopping Sites ke roop me jani jati he. Inki Service bhi kaphi achhi hoti he.

Vartamaan samay mein Dono Website ke lakho satisfied customer he. Yahaan par moujud sabhi Product ko jyada matra me customer kharidte he. Aur Product ke bare me review bhi site par Samay samay par update hote rahte he.

Online Store Website ko Sahee maayane mein tubhi behetar mana jata he Jub customer ko trust hota he. Aur customer ko Shipping Policy behetar milne par hi Sahee samay par trust kar sakte he. Refund, Return, Replace jaisee policy Shipping Policy me hi shamil hote he.

India me ye dono Online Store Website sabhi taraha ki Shipping Policy customer ke suwidha ke anusar hi dete he. Isaliye india me Sabase oopar top Online Store Website me inka naam liya ja sakta he.








Online Store Website Kya Hai Aur Kaise Online Shopping Account Banakar Internet Shopping Ki Jati He Aur Kisi Product Ko Purchase Kiya Ja Sakta He. Is Bare Me Reader Ko Jankari Kaisi Lagi He Is Bare Me Neeche Comment Karke Bata Sakte He.

Sath Hi Oshop Hindi Guide (OHG) Blog Me Internet Shopping Se Judi Aur Kaisi Jankari Reader Padhna Chahte He. Iske Bare Me Bhi Comment Kar Sakte He. Reader Ke Dwara Comment Kiye Gaye Sujhawo Ka OHG Blog Ko Hamesha Intezaar Rahta He.









COMMENTS

BLOGGER
Name

Internet-Shopping,3,Paying-Methods,1,Shopping-Guide,3,Shopsite,2,
ltr
item
OSHOP HINDI GUIDE: Internet Shopping : What Is Online Store Website In Hindi
Internet Shopping : What Is Online Store Website In Hindi
Online Store Website Kya Hai Aur Kaise Online Shopping Account Banakar Internet Shopping Ki Jati He Aur Kisi Product Ko Purchase Kiya Ja Sakta He.
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEiKHA6oDkm1S4GozrXp7tU5SZ53l33TJ6zXh-TekXU2nWIeLMhf2SG5qfz8FHM4CflWdTyhlUrJGB_xxLmoC81RIRIp6bzU5y2nDY1alkDdJndE5csB_lFEWI84R1K2fUr0f7UG7oBVndM/s640/ONLINE+STORE+WEBSITE+C.png
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEiKHA6oDkm1S4GozrXp7tU5SZ53l33TJ6zXh-TekXU2nWIeLMhf2SG5qfz8FHM4CflWdTyhlUrJGB_xxLmoC81RIRIp6bzU5y2nDY1alkDdJndE5csB_lFEWI84R1K2fUr0f7UG7oBVndM/s72-c/ONLINE+STORE+WEBSITE+C.png
OSHOP HINDI GUIDE
https://oshophindi.blogspot.com/2018/10/online-store-website.html
https://oshophindi.blogspot.com/
https://oshophindi.blogspot.com/
https://oshophindi.blogspot.com/2018/10/online-store-website.html
true
8829749613574732611
UTF-8
Loaded All Posts Not found any posts VIEW ALL Readmore Reply Cancel reply Delete By Home PAGES POSTS View All RECOMMENDED FOR YOU LABEL ARCHIVE SEARCH ALL POSTS Not found any post match with your request Back Home Sunday Monday Tuesday Wednesday Thursday Friday Saturday Sun Mon Tue Wed Thu Fri Sat January February March April May June July August September October November December Jan Feb Mar Apr May Jun Jul Aug Sep Oct Nov Dec just now 1 minute ago $$1$$ minutes ago 1 hour ago $$1$$ hours ago Yesterday $$1$$ days ago $$1$$ weeks ago more than 5 weeks ago Followers Follow THIS CONTENT IS PREMIUM Please share to unlock Copy All Code Select All Code All codes were copied to your clipboard Can not copy the codes / texts, please press [CTRL]+[C] (or CMD+C with Mac) to copy